Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeWaheeda Rehman
HomeWaheeda Rehman
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ye nayan darre darre ye jaam bhare bhare zaraa peene do kal ki kis ko khabar ik raat ho ke nidar mujhe jeene do hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm raat haseen ye chaand haseen tu sabse haseen mere dilbar raat haseen ye chaand haseen tu sabse haseen mere dilbar aur tujhse haseen aur tujhse haseen tera pyaar tu jaane na ye nayan darre darre ye jaam bhare bhare zaraa peene do ye nayan darre darre hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm pyaar mein hai jeevan ki khushi deti hai khushi kai ghum bhi pyaar mein hai jeevan ki khushi deti hai khushi kai ghum bhi main maan bhi loon main maan bhi loon kabhi haar tu maane na ye nayan darre darre ye jaam bhare bhare zaraa peene do kal ki kis ko khabar ik raat ho ke nidar mujhe jeene do hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
yeh albeli pyaar ki raahein yeh jaane pehchaane raste kal bhi the ye nikhre nikhre aaj bhi hai ye hanste hanste ha ha ha ha ha yeh albeli pyaar ki raahein yeh jaane pehchaane raste kal bhi the ye nikhre nikhre aaj bhi hai ye hanste hanste ha ha ha ha ha yeh albeli pyaar ki raahein hum tum honge jahan jahan pyaar bhi hoga wahan wahan kehti hai dil ki dhadkan hum jawan tum jawan hum tum honge jahan jahan pyaar bhi hoga wahan wahan kehti hai dil ki dhadkan hum jawaan tum jawaan yeh albeli pyaar ki raahein yeh jaane pehchaane raste kal bhi the ye nikhre nikhre aaj bhi hain ye hanste hanste ha ha ha ha ha yeh albeli pyaar ki raahein jab tak raah dikhane waali teri shokh nazar hai mere sathi mere humdum pyara pyara yeh safar hai jab tak raah dikhane waali teri shokh nazar hai mere sathi mere humdum pyara pyara yeh safar hai yeh albeli pyaar ki raahein yeh jaane pehchaane raste kal bhi the ye nikhre nikhre aaj bhi hain ye hanste hanste ha ha ha ha ha yeh albeli pyaar ki
yehi to hai wo yehi to hai yehi to hai wo yehi to hai dekhiye dekhiye guar se phir dekhiye dekhiye dekhiye guar se phir dekhiye yehi to hai wo yehi to hai yehi to hai wo yehi to hai suna hoga aapne kissa ye chaupal mein ek raaja phans gaya tha ik pari ke jaal mein suna hoga aapne kissa ye chaupal mein ek raaja phans gaya tha ik pari ke jaal mein wo pari aayi hai phir naye jalwe liye are dekhiye dekhiye guar se phir dekhiye yehi to hai wo yehi to hai yehi to hai wo yehi to hai shaayaron ka ye kahaan hoga tumein yaad bhi bholi bhaali surat waale hote hein jallad bhi shaayaron ka ye kahaan hoga tumein yaad bhi bholi bhaali surat waale hote hein jallad bhi seene mein dil nahin phirte hain patthar liye are dekhiye dekhiye guar se phir dekhiye yehi to hai wo yehi to hai yehi to hai wo yehi to hai haan wahi jinke liye jaan di farhaad ne jungal jungal rota tha majnoo bhi jinki yaad mein haan wahi jinke liye jaan di farhaad ne jungal jungal rota tha majnoo bhi jinki yaad
zara nazron se keh do ji nishaana chook na jaaye zara nazron se keh do ji nishaana chook na jaaye zara nazron se keh do ji maza jab hai tumhaari har ada qaatil hi kehlaaye zara nazron se keh do ji nishaana chook na jaaye zara nazron se keh do ji zamaana hai tumhara zamaana hai tumhara chaahe jiski zindagi le lo agar mera kahaa maano to aise khel na khelo zamaana hai tumhara chaahe jiski zindagi le lo agar mera kahaa maano to aise khel na khelo tumhari is sharaarat se na jaane kiski maut aaye zara nazron se keh do ji nishaana chook na jaaye zara nazron se keh do ji ye bholapan tumhara ye bholapan tumhara ye sharaarat aur ye shokhi zarurat kya tumhen talwaar ki teeron ki khanjar ki ye bholapan tumhara ye sharaarat aur ye shokhi zarurat kya tumhen talwaar ki teeron ki khanjar ki nazar bhar ke jisse tum dekh lo wo khud hi mar jaaye zara nazron se keh do ji nishaana chook na jaaye zara nazron se keh do ji bahaaron par karo gussa ulajhti hain jo aankhon se hawaaon par
zindagi ae zindagi zindagi tere hain do roop zindagi ae zindagi zindagi tere hain do roop beeti huyi raaton ki baaton ki tu chhaayaa chhaayaa wo jo ban gayi dhoop kabhi teri kirnen thi thandi thandi haay re ab tu hi mere ji mein aag lagaaye kabhi teri kirnen thi thandi thandi haay re ab tu hi mere ji mein aag lagaaye chaandni aye chaandni chaandani tere hain do roop toote huye sapnon ki apnon ki chhaayaa chhaayaa wo jo ban gayi dhoop aate jaate pal kyaa hain samay ke ye jhoolen hain bichhde saathi kabhi yaad aaye kabhi bhoolen hain aate jaate pal kyaa hain samay ke ye jhoolen hain bichhde saathi kabhi yaad aaye kabhi bhoolen hain aadmi aye aadmi aadmi tere hain do roop dukh sukh ke jhoolon ki phoolon ki tu chhaayaa chhaayaa wo jo ban gayi dhoop chhaayaa wo jo ban gayi dhoop koi bhooli huyi baat mujhe yaad aayi hai khushi bhi tu laayi thi ye aansoo bhi tu laayi hai dillagi aye dillagi dillagi tere hain do roop kaise kaise waadon ki yaadon ki tu chhaayaa chhaayaa wo
zindagi zulm sahi jabr sahi ghum hi sahi dil ki fariyaad sahi rooh ka maatam hi sahi zindagi zulm sahi jabr sahi ghum hi sahi dil ki fariyaad sahi rooh ka maatam hi sahi zindagi zulm sahi humne har haal mein jeene ki kasam khayi hai ab yahi haal muqaddar hai to shikwa kyun ho hum salike se nibha denge jo din baaki hain chaah rusva na huyi dard bhi rusva kyun ho zindagi zulm sahi jabr sahi ghum hi sahi dil ki fariyaad sahi rooh ka maatam hi sahi zindagi zulm sahi humko taqdeer se be wajah shikayat kyun ho isi taqdir ne chaahat ki khushi bhi di thi aaj agar kaanpti palakon ko diye hain aansu kal thirakate huye honthon ko hansi bhi di thi zindagi zulm sahi jabr sahi ghum hi sahi dil ki fariyaad sahi rooh ka maatam hi sahi zindagi zulm sahi hum hain maayus magar itne bhi maayus nahin ek na ek din to yeh ashkon ki ladi tootegi ek na ek din to chhatenge ye ghumon ke baadal ek na ek din to ujaale ki kiran phootegi zindagi zulm sahi jabr sahi ghum hi sahi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ye Nayan Darre Darre Kohraa (1964) 04:39 12000
 
Poster of Kohraa (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:39   Song Number : 12000   

Yeh Albeli Pyaar Ki Dharti (1970) 05:57 21430
 
Poster of Dharti (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Rajendra Kumar
Duration : 05:57   Song Number : 21430   

Yehi To Hai Wo Solva Saal (1958) 04:14 14272
 
Poster of Solva Saal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand, Waheeda Rehman
Duration : 04:14   Song Number : 14272   

Zara Nazron Se Keh Do Bees Saal Baad (1962) 04:10 21492
 
Poster of Bees Saal Baad (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Waheeda Rehman
Duration : 04:10   Song Number : 21492   

Zindagi Ae Zindagi Zindagi Zindagi (1972) 04:20 32167
 
Poster of Zindagi Zindagi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Waheeda Rehman
Duration : 04:20   Song Number : 32167   

Zindagi Zulm Sahi Shagoon (1964) 04:01 32473
 
Poster of Shagoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:01   Song Number : 32473   
Karaoke Songs of Waheeda Rehman, Sad Songs of Waheeda Rehman, Love Songs of Waheeda Rehman, Dance Songs of Waheeda Rehman, Hip-hop songs of Waheeda Rehman, Best songs of Waheeda Rehman, Super hit songs of Waheeda Rehman, hit songs of Waheeda Rehman, duet songs of Waheeda Rehman, solo songs of Waheeda Rehman, old songs of Waheeda Rehman, famous songs of Waheeda Rehman, Hindi Karaoke Songs of Waheeda Rehman, Hindi Sad Songs of Waheeda Rehman, Hindi Love Songs of Waheeda Rehman, Hindi Dance Songs of Waheeda Rehman, Hindi Hip-hop songs of Waheeda Rehman, best Hindi songs of Waheeda Rehman, super hit Hindi songs of Waheeda Rehman, hit Hindi songs of Waheeda Rehman, duet Hindi songs of Waheeda Rehman, solo Hindi songs of Waheeda Rehman, old Hindi songs of Waheeda Rehman, famous Hindi songs of Waheeda Rehman, Sing Along Songs of Waheeda Rehman, Sing Along Sad Songs of Waheeda Rehman, Sing Along Love Songs of Waheeda Rehman, Sing Along Dance Songs of Waheeda Rehman, Sing Along Hip-hop songs of Waheeda Rehman, Sing Along Best songs of Waheeda Rehman, Sing Along Super hit songs of Waheeda Rehman, Sing Along hit songs of Waheeda Rehman, Sing Along duet songs of Waheeda Rehman, Sing Along solo songs of Waheeda Rehman, Sing Along old songs of Waheeda Rehman, Sing Along famous songs of Waheeda Rehman